Chand gagan aur chandani by Iqra Sageer Ahmed
is a social romantic novel, it was bublised in a monthly digest.
Iqra Sageer is a senior writer, who has remarkable novels on her credit.
She chooses a variety of topics to write about.
She mainly writes fiction, and has written legendary
Urdu novels such as baharon ke sang sang,tum meri zeest ka hasil ho
and Aao pukarte hain.Free download urdu book/novel
Chand Gagan aur chandani from here.
Click on the link given below to download pdf.
Download Link
Chand gagan aur chandani novel by Iqra Sagheer Ahmed
Chand gagan aur chandani novel by Iqra Sagheer Ahmed
Read Online Click on the image for a better result
wow,,bohat acha novel tha.lekin mere khayal mein sabrez khan or gul sannga ko maaaf ker dete .na marte,,shamsheer khan ko b na marte ..us ka character kafi strong raha hai..maaf ker dete.han or end acha tha
ReplyDeleteSis shamsher ka character tha tu strong pr tha tu negative kitni aurton ko osny barbad kiya oska zinda rahna ajeeb tha han agr woh sirf sakht mizaji tak hta tu alag bat thi pr woh tu awara bad.qamash shahks tha
DeleteLagta h k writer sahiba ne sindhi waderon ya phr panjabi chaudrion k baray mn likhna tha but galti se afridion ka naam likh Dia. I'm a pure afridi aur yahan mn writer sahiba ki kuch ghalat fehmian dour karna chahun gi jo Un ki afridion k baray mn hn. Afridi qaum bht gayour, bahadur, taqatwer, aur haseen qaum h. Wo dusron ki behan, betion ki bhi utni izzat karte hn jitni apno ki. Un k siron se chadaren nahi cheentay. Aur hamare iss qaum mn aurton ki itni izzat ki jati h jitni shayad kahin b aurton ki nahi ki jaati. Hamari qaum mn khoon baha(wanni) type rasmen nhi hn. Sardar on wala koi nizam nhi. Yahan Har banda apna sardar khud h kisi dusray ki badmashi nhi chlati. Aur ab kuch iss novel k baray mn... Agr heroine k ilaqay mn taaleem ka koi nizam hi ni tha tou us ne ibtidai taaleem kahan se hasil ki jo wo direct hi uni pohunch gai🤔🤔... Aur agr us k parents itne hi sakht thay tou heroine ko gair logon k beech kese bhej Dia wo b 2 salon k liay?? Plzz aisa likha Karen jo hamare ye Kamzor zehan accept kr saken. Afridion k baray mn novels zurur likhen pr pehlay apna homework complete Kia Karen..
ReplyDeleteKoi hal nhe hay yani sach mein aap loag writers ko outline dein gay k stories aisay likhein to hud utha lein pencil ta k aap k shahkar b parh sakein.
DeleteOur rehi bat afridies ki to hr bnday ka experience same nhe hta. Koi bat nhe yaar agr galti se bndi ne afridies pe likh dia novel to mat bakhiay udhero us k likhay k
Afridi log qehwa nhi balkay Chai shouq se peetay hn😊😊
ReplyDeleteWow 👌👌 👌 interesting ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️👌👌👌👌👌👌👌👌♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️👌👌👌👌👌
ReplyDelete
ReplyDeleteIntahaiee bakwas novel, insan shuru ker k pashtata rehta bakwaa😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡
To phir apni pasand kharab ha
ReplyDeleteNice
ReplyDeletePlz aplogo mese koi batyga wo novel ka name jsmy lrki ki Shaadi gao me hti Hy or uski ma or bhn bhrkati hy kse rahoge gao me talaq lo or wo plan bnati hy hm isko jony k sath room me bnd kryngy phr iski talaq hjygi
ReplyDelete