Wednesday 19 December 2018

Mohabbat hayat hoti hai by Meerab Hayat Complete Online Reading

 Mohabbat hayat hoti hai by Meerab Hayat 
 is a very famous social romantic Urdu novel.Meerab Hayat
 is an emerging new writer .This novel will surely grab your attention.
 Download free urdu books / novel Mohabbat hayat hoti hai by Meerab Hayat  
  
from here Click on the link given below todownload 
pdf or read online.


Read Online Click on the image for a better result

 Mohabbat hayat hoti hai by Meerab Hayat Complete Online Reading
Click on the READ MORE button to continue reading



















































































































































































































































12 comments:

  1. Novel likhty hoey rishton k tkdus ka to khyal rkha kren.
    Dil p hath rkh k sochen ap ka shoher ap ki bhn ko soch ra.
    Ya ap ki Choti bhn ap k sheher sy muhabt kr rhi
    Sochty b dil kanp jata.
    Bhn k marny k bad shadi hona or nikah k baes muhbt hona or baat hy or esy 4 saal bv ki bjaey us ki bhn uffff

    ReplyDelete
    Replies
    1. Exctly....shajya ka a kiya kosoor tha..ajeeb admi ha khd e ni pta k kiya chahta a..jb znda thi tb ni pcha beti ka nam rkh lny sy j sy sb maf o jae ga

      Delete
    2. Aapne agar mohabbat ko hoti to shayad aap samajh jaati..balke jo mohabbat bhi kare na tab bhi wo is mein har ek alfaz ko mahsoos kr skta...i know shaziya ke saath ghalat hua lekin jab use pta chal gya tha to uss ne kyun khud ko khaayi mein girne diya jabke wo jaanti thi aage ki zindagi kaisi hogi...aur i know ke mohabbat mein log khudparast ho jaate hain..lekin mohabbat hoti Jab shaziya ki mohabbat ko mohabbat maani jaa skti h to kya dil ki mohabbat nhi?? Usko to pta bhi nhi ke un dono ke baare mein...aur i think ke ye sachhayi pe mabni ek bht hi gehri aur jazbon ka taqaddus samajhane wali novel hai...dil pardh ke dekho tab samajh aa jayega 😊

      Delete
    3. Bahut hi achi story thi shajiya ko shah se shadi nahi karni chahiye thi jab pata tha doni ki understanding ka dil shah ke bina nahi rahsakti to q nahi samjhi uski Mohabbat shadid thi

      Delete
  2. achi story thi, rishto ka tqadus Apni jaga lekin ma bap ko chahiye k apne bacho ko khud proper time dain dosro per depend na kerin aj kal age difference kuch meaning nahi rakhta, parents ko ko bar apne sibling ka kheyal rakhne K liye trend kerna chahiye

    ReplyDelete
  3. Wonderfull story...iss story pe mujhe itni sachhayi nazar aayi aur utni hi shiddatatein...aur haan ye yaqeenan bht bada jadr hai apne husband ko kisi aur ki mohabbat mein ghulta dekhna....lekin jis ne mohabbat ki h use zaroor aapki iss story mein likhe jazbaat aur shiddat samjhi ho gi....iss dil Ainwar ki bhi koi ghalti nhi thi..ye fitri baat hai ke jahan se aapko pyar na mile aur aapke haq dusron ko mil to nafrat ki lahar to ragon mein daure gi hi...aur uss waqt agar koi uss bikharte insaan ko sahara de de to wo uss shaqs ko duniya ka sabse anmol khazana to samjhe hi hi..aur khud ba khud ba usse iss qadar attached ho jaayegi ke uske bina jeena namumkin hai...ye main uper diye comments ke likh rhi huin ke wo iss story ko dil gehraiyon se pardhen to unhein iss novel mein har ek lafz apne dil pe lgta hua mahsoos hoga..

    I pray ke meeran hayat aur ache ache novel likhe aur hum sabko in choti choti kahaniyon se seekh den...and ya i love this novel...💝😍

    ReplyDelete
    Replies
    1. Oh... 🙄..Kuch zaida hi hogia..🤨🤨

      Delete